Thursday, 5 September 2013

Love Shayeri Part 3

Dil k rishton ki nazakat wo kia jane " FARAZ "
Naram lafzon se bhi lag jati hen choten aksar
----------
Waqt ruksat a gaya Dil phir bhi ghabraya naheen
Us ko hum kiya khoyen ge Jis ko kabhi paya naheen

----------
Zindagi jitni bhi hay Ab mustakal sahra main hay
Aur is sahra main Tera duur tak saya naheen
----------
yeh teri talkhnawayian koi seh kar to dikha day
yeh jo ham main tum main nibha hai yeh maire hosle ka kamal hai
----------
Toot jate hain sabhi rishte magar
Dil se dil ka raabta apni jagah
Dil mein usse na milne ke yakeen
Usko paa lene ki aarzu apni jagah
----------
Ye bhi agar khata hai to beshak hui khata
Apna samajh ke tujhko pukara kabhi kabhi
----------
kabhi kabhi khhud hi muskurana acha lagta he
hawao se khushboon se batain karna acha lagta he
wese tu hum bohat masroof hain ae yaar
mager kabhi kabhi khud me gum rehna acha lagta hai
----------
usay teri ibadaton pe yaqeen hi nahi aye dost
jis ki khushiyan tu rab say ro ro ker mangta hai
----------
kuch unki adaon ka talabgar bohut tha
kuch apni anaon se muje pyar bohut tha
socha tha pa lunga use aik na aik Din
phli c mohabat pe aetbar bohut tha
manzil kese naseb ho tere Diyar ki
rasta jo tere ghar ka purisrar bohut tha
----------
Chashme saqi ne ye dekho kesa asar dikhaya he
k har qatra mujh ko samundar nazar aya he
pehly to ghunt ghunt pia karty they ham
aj pora pemana us ne ham pe lutaya he
----------
HUM CHUP RAHTE HAIN KO-E KHATE NA HO JAYE
BHOLE SE HUMSE KO-E KHATA NA HO JAYE
BARE MUSHKIL SE BANA HAI KO-E APNA
DAR LAGTA HA KAHEIN JUDE NA HO JAYE
----------
Wo jo badla to rubaru hum bhi badal gaye
wafa ki thi us se koi bandagi to nahi
zindagi to faqt yun hi cut jaye gi
hasrat-e-zindgi tha wo shart-e-zindgi to nahi
----------
kise ki yadd nay zakhmon say bhar diya sena fraz
her sans pe shak hai akhri ho
----------
usay teri ibadaton pe yaqeen hi nahi aye dost
jis ki khushiyan tu rab say ro ro ker mangta hai
----------
meri ankhen bhi ik din muj say keh den gai fraz
khawab na us k dekha ker hum say roya nahi jata
----------
kafer howe thay jiss k liye hum Faraz
wo kal kisi or k liye muslmaan ho gaya
----------
Dil k angan main chahat ka swera kar day
Ay KHUDA mujhe us ka ussay mera kar day
----------
Chalo basa lein dunya nai ek dujay mein
AA meri rooh pay apni zat ka pehra kar day
----------
Teri aashiqui mein har had se guzar jayege
tu jitna bhulegi utna tujhe yaad aayege
dekh lena meri maut ke baad ae jaan-e-mann
tu bulayegi hum kabar chorke aayege
----------
Meri deewangi ki koi hadd nahin
teri soorat ke siva kuch yaad nahin
mein hu phool tere gulshan ka
tere siva mujh pe kisi ka haq nahin
----------
wo ye samagta hy k main her chehray ka talabgar hoon "SAQI"
main dekhta sabhi ko hoon bus uski talash main
----------
Har Dil mae DARD chupa hota hae
Bayan karny ka Andaz juda hota hae
Kuch loog Aankhoon se Dard baha dete hain
or kisi ki Hansi mae Dard chupa hota hae
----------
Mehki hui in Fizaoon mae AA jaty ho
Kabhi Khushboo ban k Hawaoon mae Aa jaty ho
Ye Apnaiayt kabhi bhi kam na hui tumhari
Hath jb bhi uthy tu Duaoon mae AA jaty ho
----------
bas yehi aadat uski mujay achi lagti hai fida
udaas ker k mujay khud b khush nahi rehta
----------
yadon kin dhund me apki parchai si lagti he
sanate me gunjti koi shehnai si lagti he
ap kareeb ho to sab apna apna lagta hy
varna seene me sans bparai lagte he
----------
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jaunga
Sukun bankar dil mein utar jaunga
----------
Chirago se andhere door ho jate
toh chand ki chahat hamme na hoti
agar kat sakti akeli ye zindagi
to apki zaroorat hamme na hoti
----------
Apni Aaghoosh Ek Roz Chupa Lo Mujhko
Gham-e-Dunya Se Mery Dost Bachalo Mujh ko
Un Ko Dai De Hain Isharoon Mai Ejazat Mai Ny
Magne Na Mlioon Tu Chura Lo Mujh ko
Apny Saaye Se Bhi Ab Tu Mujhy Dar lagta Hai
Ho Jo Mumkin Tu Nigahoon Mai Cupa Lo Mujh ko
----------
tum tu kaha karte thay k waqat sahra hai faraz'
to phir shub tanhai main roya kauon karte ho
----------
Zindagi se koi cheez udhar nahin mangi main ne FaRaZ
Kafan bhi lain gey to zindagi apni de kar
----------
Hussan walon ko kiya zarorat hai sanwarney ki FaRaZ
Wo to sadgi main bhi Qiyamat ki adda rakhtey hain
----------
doobta hua suraj ko dekta hon fida
k ik din aur guzar gaya tera chehra dekha beghair
----------
Wo kr rha tha apni wafaon ka tazkara FARAZ
Hum per nigah pari to khamosh ho gya
----------
Hum Aap Sy Shoq-E-Mulaqat Nahi Rakhte
Magar Mily Koi Or Aap Se Ye Acha Nahi Lagta
Hum Aap Ko Chahte Bhi Nahi Hai
Magar Chahe Koi Or Aap Ko Ye Acha Nahi Lagta
Aap k Kaafle Mai Chalne Ki Arzo Nahi Magar
Chale Koi Or Sath Aap k Ye Acha Nahi Lagta
----------
Ashq Aankho Mein Mere Dekh K Rote Q Ho
Dil Bhar Aata Hai To Phir Dil Ko Dukhate Q Ho
----------
In Se Vaabasta Hai Jab Mera Muqadar Phir
Mere Shano Se Ye Zulf Hatatay Q Ho
----------
Roz Mar Mar K Mujhe Jeenay Ko Kehte Q Ho
Milne Aatay Ho To Phir Laut K Jatay Q Ho
----------
Apne Haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho
Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho
----------
suna hai sangdil ki ankh sa aansoo nahi behtay
agar ya sach ha to pathar say kyun chashmay ubalty hain
----------
Har waqt Rulati hen hadd se zeyada woh " FARAZ "
Hum jis ko tassawur may ronay nahi daitay
----------
halat kay kadmoon main kalander nahin girta
totay jo tara tho zameen pay nain girta
sumundar main daria tho shook say girtay hain
muger kisi daria main sumunder nain girta
----------
ajab rangoon main guzri ha zindgi apni
diloon pay raj kia lakin muhabat ko tarsay
----------
ME SOCHTA HON MUJH ME KAMI THI KIS CHEEZ KI
WO SAB KA HO K RAHA EK MERA NA HUA
----------
"MUJH SY ZYADA AGAR TUMHAIN KOI CHAHE TOO
Mere hathon sy apna hath chura lena
Mere sajdon sy apna sar utha lena
Toor dena pyar ki zanjeerain Mita lena apne haathon se lakerain
Meri ankhoon sy apny khawab. Khawabon sy meri tasveer mita lena
Magar shart ye hai MUJH SY ZYADA TUMHAIN KOI CHAHAY TOO"
----------
NA-EY RISHTEY NAYA SAFAR MUBARAK HO
KHUSHIO BHARE RAH GUZAR MUBARAK HO
LG JAE NA TUMHE NAZAR AJ KISEE KE
UTHE JO TM PE NAZAR MUBARAK HO
----------
Na jane kyon woh mujhe muskura ker milta he
Andar k sare gham Chupa k milta he
Janta he ankhen Sach Bool jati hen
Shayad isi liye ANKHEN jhuka ker milta he
----------
wo pani k lahoron py kya likh rah tha
khuda jany harfay duwa likh raha tha
----------
Tere aane ki ass pr Zinda hon ab tak
Ab tujhe dekhne ki hasrat k siva kuch nhi
Tasvir teri ankho me utr gai is trah
Nazar kahi b jaye teri surat k siva kuch nhi
Subah se sham tk teri Rah takta hon
Ab mere pas teri yaad k siva kuch nhi
----------
janaza rok kr mera vo iss andaz se bole FRAZ
hum ne tou gali ka kaha tha tum tou dnya chor chale
----------
Mana ke tere sher me hum sub se ghareeb honge
Ager biki teri Wafa to phale khridar hum honge
Tujhe khaber na hogi apni keemat ki
tujhe pa ker sub se ameer hum Honge
----------
tujhe cha tha apni jan se bhi barh ker
ye aur bat hai to bewafa nikli
----------
charagh na tha tou ghar he jala dala
ajnabi ne shehr main tehwaar jo manana tha
----------
Jab hum ne unse pooncha
Sapnna kya hota hain to unhone kaha
Bandh aankhon mein jo apna hota hain
khuli aankhon mein wohi sapna hota hain
----------
JUDAAI PER HI QAAIM HAI NIZAM E ZINDAGANI BHI
JUDA HOTA HAI SAHIL SE GALE MIL MIL K PAANI BHI
----------
WOH DARYA NAHI AANSOO THAI MERE
JIS PER WOH KASHTI CHALAATE GAI
MANZIL MILE YEH CHAAH THIII HAMARI
ISI LIYE HUM AANSOO BAHAATE CHALE GAI
----------
Nazar Uthao Zara Tum To Kaainaat Chalay
Hai Intizaar Kai Aankhon Say Koi Baat Chalay
Tumhari Marzi Bina Waqt Hi Apaahaj Hai
Na Din Khisakta Hai Aagy Na Aagy Raat Chalay
Na Jaany Ungli Chhura Kar Nikal Gaya Hai Kidhar
Bohot Kaha Tha Zamanay Say Saath Saath Chalay
----------
Mere Sajdon Mein Kami Tu Na
Thi Fraz
Shayad Mujh Se Bhi Ziada Kisi Ne
Manga Tha Use Khuda Se
----------
kisi ne naik kisi ne bd jana mujhey
jis main jitna zerf thaa utna he pehchana mujhey
----------
KON KHREEDAY GA AB HEERON K DAAM TERY AANSOOOO
WOH JO 1 DARD KA TAJIR THA DUKAAN CHOR GAYA
----------
Befaiz rafaqtoon k wo silsilay kis liay thy
Agar bicherna hi tha to phir milay kis liay thy
Jo rastay main hi rah badal jani thi tum ne
Meray ham safar kyon banay sath chalay kis liay thy



No comments:

Post a Comment