Ajeeb Sheeshagar Hain Tare Shehr K Log 'FARAZ'
Murammat KAnch Ke KArte Hain Pathar K Ouzaron Se
----------
Badla Jo Waqt Gheri Rafaqat Badal Gayi
Suraj Dhala To Saye ki Surat Badal Gayi
Ek Umar tak Mein Uski Zarorat Bana Raha
Phir Yun Hua k Uski Zarorat Badal Gayi
----------
mein logon se mulaqato k lamhe yad rakhta hun
mein bhol be jaun to lejhe yad rekhta hun
sar e mehfil nigahe muj pe jin logon ki parti hein
nigho k hwale se wo chehre yad rkhta hun
zera sa hat k chalta hun zamane ki riwayt se
k jin pe bojh mein dalun wo kndhe yad rkhta hun
----------
Woh Ankh Bhi Jhupkay Laraz Jata Hoon
Mujhay Us Say Zeyada Zarorut Hai Uski
----------
abi kuch or krishme ghazal k dekhte hen
FARAZ ab zra lehja budal k dekhte hen
ruh-e-wafa me hreef-e-khram koi to ho
so apne ap se aage nikl k dekhte hen
----------
Ji To Karta Hay Usay Muft Main Jan Day Dain MOHSIN
Itnay Masoom Khareedar Say Kya Laina Daina
----------
Ub to tanhai ka yeh aalam hay faraz
koi hans k bhi dakhay to muhaabat ka guman hota hay
----------
yaad ka qissa soch ka pehllo neend k lamhe dard ka aansu chain k naghme ortay waqat k behte dhaare aaj ya sab name tumhare
----------
kabhi nazrain milanay main zamanay beet jatay hain
kabhi nazrain churaanay main zamanay beet jatay hain
kisi nay aankh bhi kholi to mili sonay ki nagri
kisi ko ghar bananay main zamanay beet jatay hain
kabhi khola ghar ka darwaza to samnay thi manzil
kabhi manzil k aanay main zamanay beet jatay hain
----------
Mana k guftagu k mahir ho tum FARAZ
Wafa k lafz pay aatko tou humko yaad ker lena
----------
Kabi Fursatein jo naseeb hon tou chalay aana mere pass tum
Hein aaduray kinte mamlay meri zat k teri zat tak
----------
INSAN ki azmat ko tarazoo mein na tolo
INSAN tou hur daur mein anmool raha hai
----------
Ajab takaazy hain chahaton k
Ajab yeh saari musafatain hain
main jiss ki rahon main bich gaye hoon
Uss ko Mujh say shikayatain hain
shikayatain sub bajaa hain lakin
Main uss ko kaisay yakeen dilaaun
k jo mujh ko jaan sa aziz tar hai
Usay bhulaaon to mar na jaun
----------
Dil to kya cheez hai Hum Rooh mein Otray hotay
Tum ne Chaha hi Nahi Chaahnay walon ki tarha
----------
APNI HALAT KA B EHSAS NHI HAI MUJKO FARAZ
OURON SAY SUNA HAI K PERSHAN HOON MAIN
----------
Ulfat Mai Kbi Ye B Hota Hy
Aankhain Hasti Hain Magr DIL Rota hy
Mante Hain Hm Jise Manzil Apni
HmSafar Uska Koi Aur Hota Hai
----------
kahin tanha na kar de tujhe MUNFARID Rehne ka SHOQ FARAZ
Jub Din Dhale Tu Kisi Se HAAl-E-DIL Keh Diya Kar
----------
Mujh men Khushboo basi usi ki hai
jese ye zindagi usi ki hai
wo kahin aas pas hai mere
ho na ho ye hansi usi ki hai
Ya to mujh men kami nahi koi
Ya phir mujh men kami usi ki hai
----------
PHIR NA SIMTE GI AGAR DOSTI BIKHAR JAE GI
ZINDGI ZULF NAHIN JO PHIR SE SAWAR JAE GI
JO KHUSHI DE APKO THAM LO HATH US KA
ZINDGI RO K NAHI HUNS K GUZAR JAE GI
----------
BARI MUDAT SEY CHAHA HEY TUMHAIN
BARI DUAOON SEY PAYA HAI TUMHAIN
TUMHAIN BHULANEY KA SOCHO B KASEY
KISMAT KI LAKIRON SE CHURAYA HAI TUMHAIN
----------
kaanon main bohat dair talak gonj rahay gi
khamoosh chitanon say kabhi bool k daikho
----------
Main nahi hoon apnay wajood ma
mujay janay kiss nay chura liya
mery sath rehti thi aik paari
koi jadoo uss nay chala diya
meri rooh ma wo sama gai
mujay ishq karna sikha diya
----------
Sawal paani ka nahi piyass ka ha
sawaal mout ka nahi sanss ka ha
dost too duniya ma bohat hain mager
SAWAL dost ka nahi ATBAAR ka hai
----------
Shaam din ko dalhna Sikha daiti hy
Shama Parwany ko jalna sikha daiti hy
Girny sy Choot tu lagti hy mager
Thokrain Insan ko Chalna sikha daiti hy
----------
main us k Haathon ma tha tute hue Sheshe ki tara Faraz
Bari umeed thi k Bikhrny nehi dy ga
bas giraya kuch iss ada say k
phir simatny ki Aaas hi na rahi
----------
asaib zada ghar ka main wo dar hun FARAZ
deemak ki tarah kha gai jise dastak ki tamana
----------
Wo Rah-e-Wafa ki saleeb par do qadam uthany ka shuqria
Bara pur khatr tha ye rasta
Teray laot jany ka shukria
Hai zamanay bhar ka usool jo wo usool tu ny nibha dia
yehi rasam thehry gi motabr mujhy bhol jany ka shukria
jo udaas hein tery hijer main jenhein bojh lagti hai zindagi
Unhein deikh kar tery mun chupany ka shuqria
----------
Ye zaroori to nahin k aag se jal jaye bashar
Baaz cheezon ko muqadar b jala detay hain
----------
Mana k aboor hai app ko ilme-Riazi per
Tool-e-shab-e-faraq zara maap dijiye.
----------
Meri Muhabbat ki app kya aazmaish kar sako gay
Jaan se ziada kya farmaish kar sako gay
Meri mohabbat hai samunder k pani ki manind
Kya samunder k pani ki pemaish kar sako gay
----------
aik pal bhi chein say guzara ho to qasam lay lo
sewai yado k koi or sahara ho to qasam lay lo
us ne bandha tha mery sath kuch asa rishta
us k bad koi rishta kici say
bandha ho to qasam lay lo
pehly to baat or thi jo tum pe haq jatate thy
ab khud par bhi koi haq hamara ho to qasam lay lo
----------
HAZAROO SA BIGARE TEE
TUJAY APNA BANAYA TAA
YAAD RAHE GA QABAR TAK
KIS SAY DIL LAGAYA TAA
----------
najanay kis bat ki humien wo saza deta hai
meri hansti aankhon ko rula deta hai
ab muddat say khabar nahe aati unki
kia is taraha koi apno ko bhula deta hai
----------
Aankhon se meri is liye lali nahin jati
Yaadon se koi raat jo khali nahin jati
Aaye koi aa kar mere dard sambhalay
Hum se to ye Jageer sambhali nahin jati
----------
Mere haathon ki lakeeron k izafay hain gawa
Main ne pathar ki tarha khud ko tarasha hai bohat.
----------
samdar main utarta hon to ankhain bheeg jati hain
teri ankhon ko parhta hon to ankhain bheeg jati hain
Teri yadoon ki kuhsboo khirkyuon main raqas karti hai
taray gham main sulagta hon to ankhain bheeg jati hain
na janei ho gia hon iss qader hassas kab say
kise say bat karta hon to ankhain bheeg jati hain
----------
shabaab-o-sher kaa ye ghar
ye ahl-e-ilm kaa nagar
hai manzilon kii god men
yahaaN har ek rahguzar
ye shahar laaladaar hai
yahaaN dilon men pyaar hai
jidhar nazar uThaaiye
bahaar hii bahaar hai
kali-kali hai naazaniin
ye Pakistan kii sarzamiin
----------
Jis sham barastay hain tere hijr k badal
Us shab koi hijr ka tara nahi hota
Yun hi mere pehlu mein chala ata hai aksar
Wo dard jisy main ne pukara b nahi hota
----------
Muhabbat apni b asar rakhti hai Noor
Bohat yaad ayenge zara bhool ker to dekh
----------
Tu lafzon ki tarhan muj se ktabon main mila ker
logon ka tujhe dar to khawabon main mila ker
phool ka khushboo se taluk hi zarori
tu mehak ban ker muj se ghulabon main mila ker
jise chu ker main mehsoos ker sakoon
tu masti ki tarhan muj se sharbon main mila ker
----------
SAB HE KO SAB KUCH NAHIN MILTA
SAMUNDAR KI HAR LEHAR KO SAHIL NAHIN MILTA
YEH DIL WALOON KI DUNYA HEY DOST
KISI KO DIL NAHIN MILTA TO KOI DIL SE NAHI MILTA
----------
KOI TUMHAIN BHOOL JAE TO KIA KARO GE
SARI YADAIN MIT JAEN TO KIA KAROO GE
KISI KO CHORNEY SE PEHLEY YE SOCH LENA
KOI TUMHAIN CHOR JAE TO KIA KARO GE
----------
DIL BANANE WALE NE DIL KANCH KA BNAYA HOTA
TORNE WALE K HATH PE ZAKHAN TO AAYA HOTA
JAB BHI DEKHTE APNE HATH KO WO UNHAIN HAMARA KHAYAL TO AYA HOTA
----------
Aaj uski Aankho main raaz wohi tha
Chehra bhe wohi tha libas wohi tha
Usse bewafa kesay keh du Furqan
Aaj bhi uske dekhne ka andaz wohi tha
----------
Main neend ka shoqeen ziada nahin lekin Noor
Kuch khawab na dekhoon to guzara nahin hota.
----------
Uss ko chaha bhi to izhar na kerna aya
kut gayee umer humay peyar na kerna aya
uss ne manga bhi kuchh to judai mangi
aur hum thay k inkar na kerna aya
----------
shab ki tanhai me ab tou aksar
ghuftugo tujh say raha karti hai
dil ko us rah pe chalana hi nahi
jo mujhay tujh say juda karti hai
zindagi meri thi laykin ab tu
teray kehnay me raha karti hai
dekh tou aa k chehra mera
ek nazar bhi tera kia karti hai
----------
sochti hun kabhi tere dil me utar kar dekh lun
kon basa hai tere dil me jo mujhay basnay nahi deta
----------
Na gulfam chaiye na salam chaiye
Na mubarak ka paigham chaiye
Jise pee kar hosh ur jaye
Labo ko aisa jaam chaiye
----------
Ham nay ye soch k hansnay ka hunar seekh lya
Dard rakhna hay to deeda-e-tar kya rakhna
----------
kaya dhond rahy ho ab is dill main FARAZ
unwan thy jes k hum wo afsana he jal gaya
----------
Dil-O-Nazar Se Kuch Dair juda Rakhon
Ye Mere Bas Mein Nahi Usko Khafa Rakhon
Nahi Hai Kuch Bhi Mere Zehan Mein Siwa Us Ke
Mein Us ki Yaad Bhola Don To Yaad Kiya Rakhon
----------
Wo janta hy k mujh sy sabar nhi hoga
Wo mere dard sy to bekhabar nhi hoga
Main do qadam jo chalon to dil pukarta hy yehi
K us ka sath na ho to safar nahi hoga
----------
Umar bhar chaha
k zameen-o-Aasman
hamara hota
kash k khwahishon
ka b koi
kinara hota
ye soch k
us MUSAFIR
ko roka hi nahi
Door jata hi kyon
agar wo
hamara hota
----------
Tu to suraj hai tujhe kya maloom raat ka dukh
kisi roz utr mere aangan mein shaam k baad
----------
unse khedo hamari taqder se jalna chor de
are hum to wo badnaseeb hain
jo kafan ki dukan kholle
to log marna chor dain
----------
akhlas kay amrit ki taseer hi ulti hai
jis ko bhi pilaya hai wo zehr ugalta hai
----------
wo b kitna deehan rakhta hai
mere jazbey jawan rakhta hai
walehana mila hai wo akser
fasla dermian rakhta hai
sun tu leta hai bat meri
chalo itna tu maan rakhta hai
----------
ek shaks muj ko zakhm judai de gaya
jab de na saka pyar to ruswai day gaya
jatay howay wo apni yad k tor pay
kitnay khuloos se muj ko judai day gaya
----------
ankhon ka rang k bat ka lehja badal gaya
wo shaks ek pal main kitna badal gaya
shahyed wafa k khiyaal se ukta gaya tha wo
jo manzil k pass a kar rasta badal gaya

No comments:
Post a Comment