Thursday, 5 September 2013

Love Shayeri Part 14

Usi trah say har ik zakham khushnuma dakhay
wo aay to mujhay abb bhi hara bhara dakhay
Maray sakoot say jis ko gilay rahy kia kia
Bichartay waqat un aankhoon ka boolana dakhay
Taray siwa bhi kai rang khush nazar thy
jo tujh ko dakh chuka ho wo our kia dakhay

----------
Tujh say to koi gila nahain hay
Qismat main mari silla nahain hay
Bichray to najanay hal kia ho
jo shakhs abhi mila nahain hay
jeenay ki to aarzoo hi kub thi
murnay ka bhi hosla nahain hay
----------
Thi haqiqat to fasaney ki zarurat kia thi
Hm sey larney ko bahaney ki zarurat kia thi
Hm na kehtey thay k phr loatna mushkil ho ga
Ye Rah-o-Rasm barhaney ki zarurat kia thi
Wo samajta he charagon ka he maila koi
Is qadar deep jalaney ki zarurat kia thi
----------
Ban jaon agar tumsa
tmhen kaisa lagey ga
Har pal mein rahon tm se khafa
Tmhen kaisa lagey ga
Parhatey ho mujhey tm jo nimaazon ki tara se
Ho jaon agar tm se qaza
tmhe kesa lage ga
Tm pyaar mein khud ko mitaney pe ho raazi
payar ban jae saza kesa lagey ga
----------
Mohabbaton mein
Shumaar kaisa
Sawaal kaisa
Jawab kaisa
Mohabbatain to mohabbatain hain
Mohabbaton mein hisaab kaisa
----------
bus itni si haqeeqat hai farabay khwab husti ki kah
ankhain bund hon our aadmi afsana ho jaye
----------
Wo mehrban b namehrbanon jesa hae
Mezaj os ka dhoop chaaon jesa hae
Faraz mein usy kis dil sey bewafa keh doun
Wo bewafa tu nahi bewafaon jesa hae
----------
TU U AA MAIRI AANKH MEIN
MARI NAZAR KO KHABAR NA HO
TU MUJHEY AISAY SANWAR DAY K
SEHAR KO KHABAR NE HO
TU BARA GHAFOOR O RAHIM HAI MUJHEY WOH SIFT B ATA KAR
US K KHONEY KI DUWA KAROON PER DUWA MEIN ASAR NA HO
----------
khushi bhi lipti hoi udasi main
ajeeb cheez mohabat main yaad hoti hai
----------
me sar k bal gira tha gunahoon k bojh se
dunya samajh rahe thi k sajde me para hai
sajde me jab gaya to logo ne ye kaha
zalim ne itni pi hai k madhosh para hai
----------
usay itna bta dena me us se dor ho kr bi
boht mjbor ho kr bi
dukhon se choor ho kr bi
usi ko yaad krta hon
usy itna bta dena
k mein rsta badal kr bi
kisi k sath chal kr bi
boht aage nikal kr bi
usi ko yaad krta hon
usay itna bta dena
----------
Ham hi mehroom thay aisey k faqat to hi nhi
Ham jisey dhoondney nikley wohi aksar na mila
Laakh be-mohar sahi dost to rakhtey ho RAO
Unko to dekho jihen koi sitam gar na mila
----------
Hum apney rooh tairey jism mein hi choorr aaey
Tujhey galey sey lagana to ik bahana tha
----------
hum nay kaha jo tum hamain bhool jao tu kamal hai
hum nay faqat baat ki us nay kamal kar diya
----------
NAA THA KUCH TO KHUDAA THA KUCH HOTA TO KHUDAA HOTA
DABOIA MUJH KO HONAY NAY NA HOTA MAIN TO KIA HOTA
HOWA JUB GHUM SAY YOUN BAY HISS TO GHUM KIA SR KAY KATNAY KA
NA HOTA AGAR JUDAA TAN SAY TO ZANOO PR DHARAA HOTA
HOI MUDDT KEH GHALIB MER GIA PER YAAD AATA HAY
WO HER IK BAAT P KEHNA KEH YOUN HOTA TO KIA HOTA
----------
Woh Dil Hi Kiya Tere Milane Ki Jo Dua Na Kare
Main Tujh Ko Bhuul Ke Zindaa Rahoon Khudaa Na Kare
Rahegaa Saath Teraa Pyaar Zindagi Banakar
Ye Aur Baat Merii Zindagii Wafaa Na Kare
----------
agar wo puch leyn hum se tum ko kis baat ka gham hay
to phir kis baat ka ghum ho agar wo pooch leyn hum say
----------
mujhay dewana samajhtey hain tere shehar k log
kyun mere daman se uljhtey hain tere shehar k log
main gaya waqt hoon wapis nahin aney wala
kyun mera rasta taktey hain tere shehar k log
aur kia doon apni wafaon ka saboot
ab mere haal pey hanstey hain tere shehar k log
----------
meri hatheli b tum apne pas rakh lo
jab dua maango to usey b utha dena
khushi mile to apni hathelui agey ker lena
ghum mile to meri hatheli mai daal dena
----------
Halaat ka qadmoo ma sakandar nahi garta
totay joo stara to zamin per nahi garta
garta ha baray shook sa samandar ma daarya
lakin kisi daarya ma samandar nahi garta
----------
Har ilzam ka haqdar wo hume bana jata hai,
har khata ki saza wo hume suna jata hai,
hum har bar khamosh reh jatay hai q k
wo apna hone ka haq jtaa jata hai.
----------
Maante hai sara jahan tere saath hoga,
khushi ka har lamha tere pass hoga,
jis din toot jaegi saansain hamari
us din tujhe hamari kami ka ehsaas hoga.
----------
Aaj na jane kyun abhi koi ansu ankh se bikhra hai,
dil ko shayad apki yaad aai hai,
chahat hai itni aap say baat krne ki,
k hanstay howe b ankh bhar aai hai.
----------
Ungliyaan aaj bhi isi soch mein gum hain Noor.
Use ne kaise naaye haath ko thama ho ga!!
----------
Yaadein wo nahin jo tanhai mein aati hain.
Yaadein wo nahin jo Judai mein aati hain.
Yaadein to wo hain jo Bheer mein b tanha kar jaati hain.
----------
Usey Kehna usey ham yaad karte hain.
Diye jab sham ki dehleez pe jalne aatay hain.
Sitaray aasman pe jab timtimatey hain.
Chandni jab zameen pe parti hai.
Bohat hi khoob lagti hai.
Hum us dam apni aankhon mein use aabad karte hain.
Usey kehna usey ham yaad karte hain.
----------
Arzoo hai wafa ban kar tere saath rahon.
Dharakte dil ki sada ban kar tere saath rahon.
Mere honton se jise "Mout" be na cheen sake.
Zindagi ki wo dua ban kar tere saath rahon
----------
Gham_E_zindagi, gham_e_ bandagi, Ghame_e_dojahan, Gham_e_jawadan
Meri har nazar tere muntazar tere har nazar mera imtehan
----------
hum woh siya bukht hain tariq k
khuley dukan kafan ki to loog merna chor dain
----------
idher udher ki bat na kar ya bata kafla kiu luta ha
muje rahzano se gila nahi muje tari rahribari ka swal ha
----------
kaandha day raha tha k achanak woh hutt gea
shayad kisi ne keh dea "mohsin"ki lash hai.
----------
Garmi-e-Hasrat Nakaam se Jal Jatay Hain
Hum Chirago ki tarah Shaam se Jal Jatay Hain
Shama Jis Aag me Jalti Hai Numiash k liye
Hum usi Aag me GumNaam se Jal Jatay Hain
----------
hum unhi par sabse zada aitabar karte hain
jo sab k samne sadgi ikhtiyar karte hain
karo na fikar agar wo naraz ho jaye
naraz hotay hain wohi jo pyar karte hain
----------
ay chand ki kirno jao na
tum usko choo kar aao na
wo kab kab kya kya karta hai
wo jagta hai ya sota hai
wo kis se batain karta hai
wo rat ko kesa dikhta hai
jab soay kesa lagta hai
jab jagay kesa dikhta hai
tum chupke chupke jao na
us CHAAND ko choo kar aao na
----------
Baadal ghamo k baara mahine baras gaye
Ye saal yu gaya ke hansi ko taras gaye
----------
wo yaro ki mehfil wo muskraty pal
dil say juda nahi apna beeta howa kal
kabhi zindagi guzar jati thi apna waqt guzrarny may
aj waqt guzrta hay apni zindagi bitanay may
----------
Udas lamhon ka na koi malal rakhna
Tufan main bhi wajood apna sanbhal rakhna
Maray liye shart-e-zindagi tum ho
Mari khatir hi apna khyal rakhna
----------
Loog Kehtay Hain Mujhko Aadat Hai Bhool Janay ki
Chalo Acha Hai Mushkil Na Hoga Usay Bulanay me
----------
Bitha kay pehloo main yaar ko raat bhar galib
jo kuch nahin kartay hain woh kamal kartay hain
----------
Yadoon k girebanon k rafo par dil ki guzar kab hoti ha
Ek bakheya udherda aek siya youn umr basab kab hoti ha
----------
auks kushboo hon bikhrni sa na roky koy
ur agr bikher jayoun to mugh ko na samaty koy
kamp uthta hon ye soch ker tanhai mai
meri chehre say tera nam na perh lay koy
----------
Meri Be loss mohabbat ne daboya hai mujhe
Itna mukhlis hon k har dil mein utr jata hoon
----------
Hum Ne Dunya ko Bari Door Tk Dekha Hai
Ghum Se Le Kr Sroor Tk Dekha Hai
Koi Bhi Mukhlis Na Mila Hamen Zamane Me
Hum Ne Aajzi Se Le Kr Ghroor Tk Dekha Hai
----------
Bahut udas hai koi tere Jane se
Ho sake to laut AA kisi bahane se
Tu lakh khafa sahi magar ek baar to dekh
Koi toot gaya hai Tere rooth Jane se
----------
Rotthay jo zindagi to mana lain gay hum
Milay jo gum to nibha lain gay hum
Bus wo rahe saath hamare sada
Gerte ansoun mei bhi muskara lain gay hum
----------
Log mil jayen ge bohat lekin
Na mile ga koi aap jesa
App achanak mile thay jab tanha
Ik pal nahin hai wo bhoolne jaisa
----------
Dhampay jo nafraton k barhana wajood ko
aisee bhee koe pyar ke chader talash ker.
----------
Ati hai yad teri laita hon naam taira
ay dil mien rahny waly tujh ko qbool ho saalam maira
----------
Na kabhi yeh chupaya k pyar kitna hai
Na kabhi yeh jataya k dard kitna hai
Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai
K aapse mulaqat ka intezar kitna hai
----------
Anna hai tum mein b thori bohat ye batana use
Ab sune b to mat haal-e-dil sunana use
Akele kis se utha hai taaluqat ka bojh
Wo tum ko bhool jaye to tum b bhool jana use
----------
Tujhe Ansuwon bhari wo dua mile,
Jisy kabhi na rad Khuda kare,
Tujhe hasrat na rahe Jnnat ki,
Tereangan me muhabbat ki aisi hawa chale,
Tu khusbo ki tarha mehke Khuda kare,
Tujhe wo khuch mily jis ki tu Dua kare,
Chahat ki barish me tu bheeg jaye,
Qismet me tere Khuda esi wafa kare
----------
Waqaf hai zehn faqat tarai tasawer k liya
tuje bhola hi kahan hon jo tuje yad karon
----------
Mujhe us matti se Khuda ne banaya hai Noor
Azzal k din se jo reh gai thi wafa k liye!
----------
jab tujhey dekha na tha mujh ko teri chahat na thi
jab se dekha hai tujhey deewna ban k reh gaya
----------
aya hai ik kushnuma jhunka
salwat hai qubai yasmeen per
khamoshi kalam ker rahi hai
jazbat ke muhar hai sukhen per
----------
Arzay gull ko chowa tha k dhanak c bikhri

kis qader showkh hai nannehi c kiran kI kushbo
----------
1.Pehla Pyar Hamesha Dhokha Kyo Deta Hai
2.Pehla Pyar Hamesha Insaan Bhool Kyo Nhi Pata
3.Pehla Pyar Hamesha Dard Kyo Deta Hai
----------
Ab tu bus gayi hai charo taraf surat teri
Jidher b dekhta hon bus tu hi tu nazar aati hai
----------
DarD Me Koi Mousam Peyaara Nai Hota
Dil Ho peyasa To Pani Say Gozara Nai HOta
Koe Dakhay To Hamari Bebasi Ham Sabi Kay Ho Jatay Hain
Per Koi Hamara Nahi Hota
----------
Bay hiss hain yahan log bhala soch k karna
Is Dor mein logon se wafa soch k karna
Ik bar jo ruthe to mana tum na sako ge
Hum jaise wafadaron ko khafa soch k karna
Gull shakh se bichre to kahin ka nahin rehta
Tum zaat meri khud se juda soch k karna
----------




No comments:

Post a Comment