wo yad aaye bhulatay bhulatay
dil k zkhm ubher aaye chupatay chupatay
sikhaya tha jis nay gham main muskurana
aaj rula diya usi nay hansatay hansatay
----------
main ne jis shahks ko phoolun se sjaya tha fraz
mere seenay mein usi shakhs ka kanta utra
----------
jal jatay hain khamoshi se tarpa nahi krty
hum ahl_e_wafa aisa tmasha nahi krtay
chaha hy tum ko to koi baat hy warna
hum loog to apni b parwa nahi krtay
----------
Mai esi mohabbat krta hoon tum kesi mohabbat krte ho
tum jahan b beith k jati hoo jis chez ko hath lagati hoo
mai wahin pe beith rehta hoon us chez ko chota rehta hoon
mai esi mohabbat krta hoon tum kesi mohabbat krte hoo
----------
Faqt is darr se sona chor diya shahzad,
k wo khowabon me bhi bichher to mar jayan gy
----------
Nasha zaruri hai zindgi k liye
per sirf sharab hi nahi bekhudi k liye
kisi ki nigahon me doob ja fraz
bara haseen samunder ha khudkushi k liye
----------
jisay to kabool kar lay wo ada kahan sey laon
Taray dil ko jo loba lay wo sada kahan sey laon
----------
Thi Ek Khawahis
Mere Qalam Se Likha Hoa Ek
Qata Ya Koi Haseen Misra
Ho Share Koi Kise Ghazal Ka
Ya Chahy Nazam Ka Tukra
Jo Kash Itna Muqam Paye
Kise Muqadas Se Kagazo Ki
Qabar Main Ja Kay
Dafan Ho Tahrer Ho Sakay Bus
Mere Ye Khowish Samar Hoi Too
Qalam Bhi Likhna Hi Bhool Betha
Qalam Samajhna Hi Bhool Betha
----------
Dekho koi wada na karo bhool jao gay
Yaad mujhe ziyada na karo bhool jao gay
Main aaon to kar lena gile shikwe sare
Abhi se irada na karo bhool jao gay
----------
Likhoon kuch aaj yeh waqt ka takaza hai
Dil main dard abhi taza taza hai
Gir parte hain aansu mere kagaz par
Lagta hai kalam mein siyahi kam or dard zyada hai
----------
Kisi roz shaam k waqt
Suraj k araam k waqt
Mil jaae saath taira
Hath me ley k haath tera
Dur kahin tanhae me
Dunia se judae me
Apne sung bithaon tujhe
----------
door rahne sa muhbat barti hi FARAZ
ye kah k wo shkhas saher he chor gya
----------
to wo zalim jo dil mein reh kr bi mera na ban ska ghalib
aur dil wo kafir jo mujh mein reh kr bhi tera ho gya
----------
Rakhty hain jo log oOroN k liye Payar ka jazba
Woh log kabhi toot kr bikhra Nai krtay
----------
Ek nafrat hi nahin Dunya main DARD ka sabab FARAZ
MOHABAT b sakoon walon ko bari Takleef deti hay
----------
Jub tak wo by nishan raha dastras tha
Khosh naam ho gia to humara nahain raha
Kaisi ghari main tark e safar ka khaiaal hy
jub hum main lot aanay ka yara nahain raha
----------
Chahe tu kam mein la chahe nikama ker de
Main tera hoon teri marzi mujhe jaisa ker de
Tera bimaar hoon azloon se nah mar jaon kahin
Aik nazar daikh le mujh ko mujhe acha ker de
----------
Rastah bhi kathan dhoop main shidat bhi bahut thi
Saay say magar us ko muhabat bhi bahut thi
Khaimay na koi maray musafir kay jalay
Zakhmi tha bahut paoon musafat bhi Bahut thi
Kuch to taray mosum hi mujhay raas kam aay
Our kuch mari mutti main baghawat bhi bahut thi
----------
sub se chupa kr dard wo muskura dia
uski hansi ne tu mujh ko rula dia
chehre se uth rhi thi hr ek drd ki dastan
or keh raha tha me ne sub kuch bhula dia
----------
Mout ki aghosh main jab thak k so jati ha MAA
Tab ja kar thora sakoon pati he MAA
Rooh k rishton ki ya gehrai to dekho
Choat lagti he hamein or challati ha Maa
Mangti nahi kuch bhi apna liya ALLAH se
Apne bacho k liya daman phelati ha MAA
----------
Raat gehri thi dar bhi sakty thy
Hum jo kehty thy wo kar bhi sakty thy
Tum jo bichray to ye naheen socha
Hum to pagal thy mar bhi sakty thy
----------
Jisey bhi chaahtey hain hum wohi milta nahin hum ko
Bichhar jata hai kab hum se pata chalta nahin hum ko
Dua jo maut ki mangein toh sansein aur badti hein
Na janey kyoon khuda tala bhi abb sunta nahin hum ko
----------
tere har isharey sey naya ek sawal mila
har ek sawal sey naya ek khayal mila
men bhool gaya dunia ke har sawal ko
teri taraf sey jab fakat ek jawab mila
----------
Har Ik Sham Meri Udas Guzri
Us K Bad Us K Hi Khawab Mein Guzri
Mein Ik Phool Tha Muj Ko Rakh k Bhool Gaya
Sari Umar Guzri Meri Us Ki Kitab Mein
----------
Rab Se Jab Hum DUA Maangte Hain
Jaante Ho K Hum Kia Maangte Hain
sab Kuch Maangte Hain Ap Ke Liye
Hum Apne Liye Bus Ap Ki Wafa Maangte Hain
----------
Aahat Aahat Intezar Kar K Dekhna
Kabhi Kisi Se Pyar Kar K Dekhna
Toot Jate Hain Bohut Se Rishte Bhi
Ghaltiyan Do Char K Dekhna
Agar Zindagi Ka Falsafa Samjhna Ho
Barish Mein Khari Kachi Dewaar Kar K Dekhna
----------
Mana k mera qatil bhi wohi tha
Lekin pure sheher main tarif k qabil b wohi tha
Kehta tha apna hon apnon main rahoonga
Bani jo saf-e-ghair tu sab se agay bhi wohi tha
----------
dil mein kyon aaye mehmaan bankar
jab aapko jaana hi tha
aankho mein kyon aaye khwab bankar
jab aapko hame rulana hi tha
----------
Mumkin jo agar hota
Hum Tum ko bhula dety
Yadon ko kafan dey ker
Be-wqt sula dety
Tanhai me jee lety
Tumko na sada dety
Is dil se tery dil tak
Dewar utha dety
----------
Dil mein uthtay dard se larz jata hoon
mein tu baat baat pe bekhar jata hoon
bus teray anay se farq parta hai
k kuch deer kay liya sanwar jata hoon
----------
khamosh rahoon mein tera saath chahieay
tanha hai mera haath tera haath chahieay
mujhe apnay muqaddar peh etna yakeen to hay
tumhe bhi mere lafz meri baat chahieay
----------
woh mera ho jo nigahon mein haya rakhta ho
umar bhar sath chale pur azm wafa rakhta ho
naz us ke na uthaoon tou shikayat na kare
hur gham utha ker bhi hansne ki ada rakhta ho
----------
Ho Gaai Rukhsat Ghata Baarish K Baad
Aik Diya Jalta Raha Baarish K Baad
Mere Behte Hoye Ansuon Ko Dekh Kar
Ro Parri Hawa Baarish K Baad
Meri Tanhaayi Ka Daaman Thaam Kar
Kuch Udaasi Ne Kaha Baarish K Baad
----------
Apni gharz-e-matlab se tu sabhi miltay hain Faraz
Maza tu tab hai jab koi be sabab milay
----------
Elan-e-marg hua tu us ne bhi kaha Mohsin
Achha hua mar gia aksar udass rehta tha
----------
Aag lagi hai is burj (tree) ko jalne lage hain paat (leaf)
urte kyun nahi panchi jab k pankh hain tere saath
phal khayen hain is burj k ganday kye hain paat
urna hamara dharm nahi jal jayen ge is k saath
----------
Kashti b nahi badli darya b nahi badla
Or dobnay walon ka jazba b nahi badla
Hay shoq-e-safar aisa ik umr hy yaro
Manzil b nahi paai rasta b nahi badla
----------
anna ki bat hea warna
muhabbat ab b baqi hea
tujy meri mujy teri zarorat ab b baqi hea
agar mushkal koi dar pesh aay to laut aana tum
tumhary wasty dil me aqeedat ab b baqi hea
teri ankho ki chilman main sitary jilmalaty hain
teri aankhon main halki c shararat ab b baqi hea
ajab khela hea mery sath kuch khail kismat ne
sare manzal khara hoon aur masafat ab b baqi hea
----------
Na jaany us ko kaisa hunar aata hay
shaam hotay he aankho me utar aatey hay
ab tu saaraboon me guzarti hay zindagi
apny wo pass be nahee hoty nazar aaty hay
----------
Mohabbaton ki saza bemisal di us nay
Udas rehnay ki aadat c daal di us nay
Jab wo daikh chuka mere jism pe zakhmoo k nishaan
Jaan bujh k kaantoon ki SHAAL di us ne
----------
tm mujhay alwida nahi kehna
tum say nata hai youn wafaoon ka
jaisay khushboo say hawaoon ka
jaisay hatoon say duaoon ka
jaisay rishta hai dhoop chaoon ka
jaisay jismoo say atmaoon ka
jaisay poja say devtaon ka
sare bandhan toor k na jana
tere bin mujhay nahi rehna
tum mujay alwida nahi kehna
----------
Us sey gila karain to kaisey karain RAO
Wo be-wafa sahi magar intakhaab maira hai
----------
Thaka dia he usey aandhiyon ne mil jul k
Wo aik parindaa jo OOnchi uraan rakhta tha
----------
Tum kahin ta'aluq toorney ka zikar nahi karna RAO
Main logon se keh doon ga usey fursat nahi milti
----------
Talash mein ghum milte hain
ye ghum zindagi main hur dam milte hain
jo dil k sare dard bant le
Aise log zindagi mai bohat kum milte hain
----------
jub bhi chahain ik nai sorat bana laytay hain loog
aik chahray pr kai chahray saja laytay hain loog
mil bhi jatay hain galay wo apnay matlab kay liay
aa paray mushkil to nazrain bhi chura laytay hain loog
khood faraibi ki unhain aadat si shaiad par gai
her nay rhzan ko sinay say laga laytay hain loog
----------
Dill tha ik shola magar beet gay din wo qateel
ub kuradoo na usay rakh main kia rakha hay
----------
Dunia main "qateel" us sa munafiq nahain koi
Jo zulm to sehta hay baghawat nahain karta
----------
kahin tanha na kr dy tujhy munfrid rehny ka shoq fraz
jab din dhaly to kisi se hal e dil keh diya kro
----------
har rasta ak safar chahta hai
har musafir ak humsafar chahta hai
jaise chahti hai chandni chand ko
koi ha jo tumhe is qadar chahta hai
----------
US NAY MERAY HATH KI LAKERAIN DEKHI OR PHIR HANS KAR KAHA
TUJHAY ZINDAGI ME SAB KUCH MILAY GA HAN MAGAR MERAY SIWA
----------
har rasta ak safar chahta hai
har musafir ak humsafar chahta hai
jaise chahti hai chandni chand ko
koi ha jo tumhe is qadar chahta hai
----------
bin ap k na jee payen gy hum
apki parchai ban ke zindgi bitayen gy hum
door jaane ki hum se sochna bhi mat
app ke itna sochne se he mar jayen ge hum
----------
TUMHARE GHAM Ki DALLi UTHA KAR RAKH LEE HAi ZUBAN PAR DEKH MAi NE
YE QATRA QATRA Hi PiGAL RAHi HAi MAi QATRA QATRA Hi JEE RAHA HOON
----------
Narazgi khamoshiyon se ho jaye baat se pehle pehle
andhere ke talabgaar ho kyun raat se pehle pehle
dil ke haal ko tum uss sukoon-e-dil se bhi chhupaye rakhna
khul ke ro lena magar mulakat se pehle pehle
main kis shehar-e-sitam mein ab ruswa nahi hoon
na-ashna kis kadar tha main halaat se pehle pehle
----------
Chalo Tum hi muhabbat ki ibtida kardo
nafraton kay is dour mein wafa kardo
muhey louta do 1 baar mera dil
ya khud ko meri saanson mein faana kardo
----------
hum yaad to tum ko atay hon ge
jab panchi geet sunate hon ge
jab sawan ki rut ati ho gi
jab phul khushbu mehkate hon ge
jab peely paty girtay hon ge
jab judai ke dard satate hon ge
jab pyar kisi say hota hoga
jab DOSt bicher k jate hon gy
HUM YAAD TO TUM KO ATAY HON GE

No comments:
Post a Comment